Phones me Virus aana Lagbhag sabhi phone ki kamjori hoti hai. Hum jitna jyada apne Phone ko use karege, Utna jyada hmare phone me Virus aane ka khatra rehta hai..
Virus phone me automatic kisi Kharab function, apps, files etc. Ki wajah se create ho jate hain...
Virus ko hum Hmare phone ki ek Bimari keh sakte hain, jo dheere dheere hmare phone ko damage karte jate hain, or apna phone Slow hota jata hai, or agar jyada Virus hue to Phone puri tarah se damage bhi ho sakta hai..g
:→Phone me Virus aane ki wajah →
Aise bahut si wajahe hoti hain, jinki wajah se hamare phone me Virus aate hain..
Yeh hain kuch khash wajah jinse apne phone me virus aa sakte hain →
☆ Kisi bhi Unknown Bad Files ko phone me rakhne ki wajah se phone me virus create ho sakte hain, isliye jyada unknown files ko phone me na rakhe.g
☆Phone ko kise dusre phone se, Jaise- Bluetooth ,etc se connect karne se bhi virus aa sakte hain, kyuki dusre phone me virus ho sakte hain, jo files transfer karte waqt sath me aa sakte hain.
☆ Phone ko PC ya Leptop ke sath connect karwana bhi virus aane ki wajah ban sakta hai..
☆ Phone me jyada junk files ho jane se bhi virus bante hain..
Yeh post padho → Junk files ko kaise clear kare
☆ Kuch Bad apps ko phone me install karna virus ki wajah banti h. Bahut si apps hoti hain jinme virus hote hain, or unko phone me install karte hi phone me virus paste ho jate hain.. isliye pehle app ko scan kare.
☆ SD Card ko bar bar remove-insurt ya kisi or kharab phone me dalne se usme virus aa jaega or apne phone me dalte hi phone me aa sakta hai.
:→ Phone me Virus aane se Nukshan→
☆ Virus se Hamara phone Hang hona start ho jata hai or phone ki process ekdum slow ho sakti hai.
☆ Virus Se hmara phone Garam hona start ho sakta hai..
Yeh post padho- Smartphone Heating ki 5 wajah
☆ Battery Back-up, Charging, etc me bhi dikkat aa sakti hai..
☆ Jyada Virus aane se Phone ke Puri tarha se damage hone ka darr rehta hai. Mtlb Inse hmara phone kharab ho sakta hai..
:→Phone Se Virus Clear karne ka Tarika →
Phone se Virus ko Remove karna or Virus aane se bachana koi mushkil kaam nahi hota hai..
Me kuch Tarike btata hu, jinse aap apne phone se virus hata sakte hain :→
☆ Virus ko Remove karne ke liye aap kuch Mobile Security apps ko try kare. Yeh Virus ko Remove karne ka sabse acha tarika hai...
Aisi Bahut sari apps hain, jinse aap apne phone se Virus Remove kar Sakte hain or Virus aane se bacha sakte hain.
:- Aap inn apps ko try karke phone se virus ko Remove kar sakte hain →
1) 360 Security
2) CM Security
3) Clean Master
4) AVG AntiVirus
☆ Phone se Virus ko Remove karne ka dusra tarika hai Kharab apps ko scan karke Uninstall karna.
:- Iske liye sabse pehle Settings me jaye
:- Aplication manager ko Select kare.
:- Virus Wali app ko Select kare, or Uninstall kar dein.
:- Iske bad Phone ko ek bar Restart kar lein.
To inn aashan tarika se phone ke Virus ko Remove kar sakte hain.
:- Virus ko remove karne ka sabse acha tarika apps ki madad lena hi hai..
Apps ki madad se aap apne phone ko regular scan karte rahe or Apne phone ko virus se Protection dein..
Yeh posts bhi padhein
→ Busy Person ko email bhejne ka tarika
→ TrueCaller ke kuch khash features

Post a Comment