09 August, 2016

Android Ke Kuch Useful Secret Codes


Android duniya me sabse jyada use kiya jane wala operating system hai. Hum me se jyadatar log android device hi use karte hain...
                     Android apne users ko bahut sare ache features provide karwata hai, or Sath hi phone me aise bahut sare secret codes daalta hai, jinki madad se user direct settings me ja sake or apne pasand ki jaruri apne phone se related batein jaan sake.. 

 Lekin Inn Secret codes ko hum kam hi jante hain. Jyadatar log inke bare me nahi jante hain, lekin yeh codes hamare liye bahut useful ho sakte hain...
Hindigyaansagar

 To Iss Post Me Aaj Me Aapko Android Ke Kuch Gupt Secret Codes Ke Bare Me Btauga, Jo Hamare Phone Ke Liye Useful Ho Sakte Hain..

:→ To Chaliye Jante Hain Android Ke Kuch Secret Codes :→

1) *#*#7780#*#*

 Inse Factory Reset, Apps or Data Ko Clear or Google Account Setting ko remove karne ke liye kiya jata hai..

2) *2767*3855#

Inse phone ka Furmware Phir se install kiya ja sakta hai. Iske alawa Factory Format ki ja sakti hai or Phone ki Files ko delete kiya ja sakta hai...

3) *#*#4636#*#*

Inse users ko phone ki Normal Jankari mil sakti hai..

4) *#*#34971539#*#*

Inn Codes se aap apne phone ke Camera ke bare me pata kar sakte hain.

5) *#0228# 

Inko Entre karke aap Phone ki Battery ka status pata kar sakte hain..

6) *#*#273283*255*663282*#*#*

Inko entre karke aap phone ki saari media files ka back-up le sakte hain..

7) *#06#

Inse aap phone ke IMEI Numbers pta kar sakte hain..

8) *#0*#

Inko entre karke aap phone ki survice menu me ja sakte hain..

9) *#9090#

Inse aap phone ko survice mode par kar sakte hain.

10) *#*#2664#*#*

Inn codes ki madad se aap apne mobile ka touch screen test kar sakte hain..

11) *#*#0842#*#*

Inse aap apne phone ka vibration test kar sakte hain..

12) *#*#0#*#*

Inn codes se aap phone ka LED Test kar sakte hain.

13) *#*#7594#*#*

Inko enter karne se aapka phond automatic switch off ho jata hai. Kisi extra option ki jrurt nahi padti..

14) *#*#225#*#*

Inse aap apne phone ke Event, Calender ka status cheqe kar sakte hain.

15) *#*#0588#*#*

Inse aap phone ka Sensor Test kar sakte hain..

16) *#*#232331#*#*

Bluetooth Test Ke Liye

17) *#*#1472365#*#*

GPS Test ke liye

18) *#*#7594#*#*

Call end ke liye

19) *#*#3464#*#*

RAM Test karne ke liye.

20) *#*#232338#*#*

WiFi MAC test ke liye...

     Also Read This Posts :

→ Phone Me Paani Chala Jaye To Kya Kare

→ Khoye Hue Phone Ke IMEI Number Kaise Pta Kare


Post a Comment

Whatsapp Button works on Mobile Device only

Start typing and press Enter to search